अपनी आँखों में कभी नज़र को पढ़ के देखिए
अक़्स क्या उभरता है आईने की सोचिए
धब्बे क्या मिट सकेंगे दामन से खून के
सूरत तो धो के आ गए सीरत की सोचिए
क्या क्या करेंगे साफ इस गर्दिश के दौर में
दफ़्तर व रहगुज़र तो हुई दिल की भी सोचिए
दश्त-ए-ग़म की तीरगी , ज़ब्त-ए-ग़म का शरार
इंतख़ाब दुरुस्त कर , इंतिसाब की सोचिए
( दुख के जंगल का अँधेरा and चिंगारी of tolerance,
Correct your choice and think abt surrender)
रावण के सर भी झुक गए इंसां के कर्म देखकर
किस की विजय हुई किस पर , इस की भी तो सोचिए
Apni aankho'n mein kabhi nazar ko padh ke dekhiye
Aks kya ubharta hai, aaine ki sochiye
Dhabbe kya mit sakenge daaman se khoon ke
Soorat to dho ke aa gaye seerat ki sochiye
Kya kya karenge saaf is gardish ke daur mein
Daftar va rahguzar to hui dil ki bhi sochiye
Dasht-e-gham ki teergi , zabt-e-gham ka sharaar
Intakhaab durust kar , intisaab ki sochiye
Raavan ke sar bhi jhuk gaye, insaa'n ke karm dekh kar
Kis ki vijay hui kis par , iss ki bhi to sochiye

No comments:
Post a Comment